Friday, January 13, 2012

Tu rah Na'ward-e-Shauq hai; Manzil na kar qabool

Ki HAQQ Se Farishton Ne Iqbal Ki Ghammaazi
Gustaakh Hay Karta Hay Fitrat Ki Hinabandi
Angels complained to ALLAH about Iqbal
Arrogant is he (Iqbal) goes against Natural course


Khaki Hay Magar Iske Andaz Hain Af'lakee
Rumi Hay Na Shaami Hay Kashi Na Samarkandi
This creation of clay is of heavenly nature
Neither is he Roman, Syrian, Kashi or Samarqandi
(Kashi meaning from Kashgar, Samarkand city in Uzbekistan)


Sikhlaayi Farishtoun Kau Aadam Ki Tarrap Is nay
Aadam Ko Sikhaata Hay Aadaab-e-KHUDA Wandi
He taught angels the restlessness of Man
And taught Man the manner of Godliness


Hakeemi Ne Musalmani Khudi Ki
Kaleemi Ramz-e-Pinhani Khudi Ki
Tujhe Gur Fakr-o-Shahi Ka Bata Doon
Ghareebi Mein Nigehbani Khudhi Ki
Wisdom is when Khudi reaches climax and becomes Muslim
Hidden secret to Khudi is when one can start talking with God
Let me tell you the secret of poverty and richness
In poverty you be guardian of Khudi

 Khudi Ki Jalwatoun Main Mustafayi
Khudi Ki Khalwatoon Mein Kibriyai
Zameen o Aasman o Arsh-o-Kursi
Khudi Ki Zadd Main Hai Saari KHUDAI
When Khudi is apparent then its Prophet-hood
When Khudi is hidden then it's Divine
Earth, Skies, Heaven and Throne
Way to GOD is in the grip of Khudi


Taira Johar Hai Noori, Paak Hai Tu
Faraugh-e-Deeda-e-Aflaak Hai Tu
Tairay Said e Zaboo Ae-Farishta-o-hoor
Kay Shaheen-e-Shah e Lau-Laak Hai Tu
The crux of your creation is Noor (light), you are pure
Heavenly eyes want to see your progress
Angels and Beautiful Maidens are for you
You are an Eagle of ALLAH (Shah) the owner of lau-laak (realm where no one can go)


Tu Rah Na'ward-e-Shauq Hai; 
 Manzil na kar qabool
You are a traveller traversing the road of love
Don't settle for your current state or take rest/reprieve from your mission


Laila Bhi Hum Nashin Ho tau
Mehmil Na Ker Qabool
Even if Laila (Worldly Glitters) be your close companion, don't accept that and shun it with great contempt!


Apnay Mann Main Doob Kar Paa ja Suraagh E Zindagi
Tu Agar Mera Nahi Banta Na Bann; Apna To Bann
Dive within yourself and find the secret of life
If you dislike following me, then don't! But at least listen to your own self


Mann Ki Dunya Mann Ki Dunya; Sauz o Mastee Jazb o Shouq
Tann Ki Dunya Tann Ki Dunya; Sood o Sauda Makr o Fann
Inward world is feelings-emotions, and passion-interests
Outward world is bargain-dealings, and deception-art


Mann Ki Daulat Haath Aati Hai Tau Phir Jaati Nahi
Tann Ki Daulat Chhaoun Hai Aata Hai Dhann Jata Hai Dhann
When one attains inward wealth then he never loses
Outward wealth is like a shadow, Money comes and goes


Mann Ki Dunya Main Na Daikha Main Nay Afrangi Ka Raaj
Mann Ki Dunya Main Na Daikhe Main Nay Shaikh O Brahman
In inward world I dint find the throne of British
In inward world I didn't find Sheikhs nor Brahmins


Yeh Subh-e-Azal Mujh Say Kaha Jibraeel Nay
Jau Aqal Ka Ghulam Hau Woh Dil Na Kar Qabool
On the early morning of Creation! This counsel/advice Jibraeel gave me;
He told me not accept a heart; Enchained by mind of man like slave.


Batil Du'ee Pasand Hai; Haqq La Shareek Hai
Shirkat Mae-e-Haq-o-Batil Na Ker Qabool
Untruth conceals in various masks; But Truth and God are both unique
There can't be pool 'twixt good and bad; this fact is known from times antique.


Aye Ju e Abb Barrh Kay Hu Darya Tand-o-Taiz
Kay Sahil Tujhay Atta Hau Tau; Sahil Na Kar Qabool
O Stream, onward flow and get transformed into a river that's torrent strong and deep
If bank is bestowed onto you (banks to stop your advance) Then Abstain! Flow on with mighty roar.



TOU RAH NA WARDE SHOUQ HAI
MANZIL NA KAR QUBOOL
LAILA BHI HUMNASHEEN HO TO
MANZIL NAA KAR KUBOOL
SUBHE AZAL YEH MUJH SA KAHA JIBRAEEL NAY
JO AKAL KA GHULAM HO WO DIL NA KAR QUBOOL
KHOYA NA JAA SANAM KADA E KAINAAT  MAIN
MEHFIL GUDAZ! GARMEYA
MEHFIL NA KAR QUBOOL
AE JOO E AAB BARH KAY HO DARYA E TUND O TAIZ
SAHIL TUJHE ATTA HO TO
SAHIL NA KAR QUBOOL
BATIL DOE PASAND HAI "HAQQ LA SHAREEK HAI, SHIRKAT E MAINA E HAQQ O
BATIL NA KAR QUBOOL.

12 comments: